AHMED MENSION
Raat ke waqt 3:50am

8 saala ladki, Bachi ke rone ki awaz sun uth kar byth jaati hai,
Aur apna room charo tarf dekh kar bachi ke taraf badhti hai
Room mai uski mummy Papa nhi tha, isliye wo bachi ki taraf badh uske sir par hath sehla kar use shant karane ki puri koshish karti hai
Lekin namak rehti hai, bachi aur zoro see rone lagti hai,rone ki awaz aur zor hota dekh wo panic ho jati hai, jise dekh woo apne room se fauran bahar bhag kar
Apne, mumma ya dada koo dhooti hai, Hall mai uski mumma aur papa ko dekh kar
Wo Fauran bhag kar apne maa ka hath pakad leti Hai, aur apni pyari awaz se tatul tatul kar bolti hai
" Mumma tara uth gayi hai, our dor dor sha ro rahi hai, ma...mai chup bhi karaya lek...lekin woo our dor dor se roone lagi hee... App saldi salo naa "
Aneesa: Bacha tara nahi sara bolo
Uski tutli bate sun jo baithe, the woo log bahut zoro se hasne lage,
8 saala bachi sabke hasne par sab ko dekhti hai aur phir apne baap se jakar lipat jaati hai
Eira use apni taraf bolti hai " mera bacha idhar aao aww soo sweet apka nam kya hai bacha"
"Mela nam maliha hai, App sab kon hoo, oul itni raat ko Hamare khal par kya kar rahe hoo"
Author:( Mera nam maliha hai, app sab kon hoo, aur itni raat ko Hamare ghar par kya kar rahe hoo )
Ayan uski baat sun use apne god mai utha leta hai our bade pyar se uska chahra apne hath mai le kar bolta hai " mera bacha app itna tutal te hoo ki samne wale ko kuch samj hi nahi aata, lekin mera bacha puri koshish karta hai, hai na bhabi
Eira bhut zor se Haste hue kehti hai " Haa bhai sahi kaha apne, bacha Hum apke abbu ke bahut kareebi dost hai,
Tabhi waha dusre room mai saman rakh kar Arzalan, Turan ka hath pakad kar le aata hai, turan ko Eira ke pass bytha deta hai " maliha mera bacha idhar aao, kaisa hai Mera beta" Arzalan maliha ko apne god mai le kar use pyar karne lagta hai..

Eira: Turan bacha ye maliha hai, hath milao maliha see
Maliha nam sun has padhti hai, " Tulan ye kaida nam hua"
Turan apne nam ka mazak bante dekh maliha ko dant ne wale andaz mai bolta hai "maliha ye kya nam hua, maine tumse kuch pucha nhi naa,
Turan ka gussa dekh,Eira aur Arzalan dono turan ko dant te Hain, " turan aise baat nahi karte"
Tabhi waha aneesa bhi ajati hai, dono bacho ki baate sun bolti hai, "rehne doo bhabi turan gusse wala hai, aur maliha bacha kisi ke nam ka mazak nahi udate"
Ayan maliha ko apne god mai utha leta hai aur use samjhata hai, " maliha mera bacha Turan nam hai, aur turan turki mai rehta hai isliye uska nam bahut alag hai, chalo ab turan ko sry Bolo"

Maliha apne papa ki baat samajte hue, turan ke pass jakar apne kaan pakad kar bolti hai, " shory turan bhai"
Turan maliha ka shorry word sun muskura kar bolta hai " shory nahi, sory bolte hai, aur tum kitne saal ki hoo"
Maliha: " mai 4 saal ki hoo, tum kitne saal ke hoo bhai"
Turan: " Acha mai 6 saal ka hoo, aur tum mujhe abse bhai nahi bulaogi, mai tumse sirf 2 saal ka bada hoo, isliye abse tum mujhe turan bulaogi,
Turan apna hath maliha ki taraf badha kar bolta hai, " abse hum frnds hai, kya tum meri Bestfriend banogi "

Maliha bhi apna hath badha kar turan se hath milatati hai " theke mai tumhe abse bhai nahi bulaogi,aur hum abse Bestfriend hai,
Hath milate hue maliha apne soch mai dhop, turan se hath chodta dekh bolti hai "lekin ye friend kya hota hai Turan"
Thanks for Reading ✨
Like share comment
Write a comment ...